Aaap main say har koi nashta karta hoga, har koi anda(egg) bhi subha subha khata hoga.......
agar aap ki mom kisi din aap say aakar yeh kahain k
egg main say ek memon nikla hai tou hairan na hoeay ga kyun k jarasim or memon har jaga hote hain.
Ek Aadmi Business Main Loss K Baad Bohat Ghareeb Ho Gaya
Jab Khaane Ko Kuch Bhi Na Rha Tou Us Ne Apni Biwi Se Kaha:
''''Bachon KO Nanhiyal Bhej Do
Tum Apni Walida K Paas Chali Jao
Aur Mera Kia Hai
Main Susral Chala Jata Hoon'''' ;->