Bap:Baita paper kesa huwa

Bap:Baita paper kesa huwa
Bap:Baita paper kesa huwa?

Baita:Bus pehla sawal choot gya.

Bap:Acha aur baqi?

Baita:Teesra muje ata nahi tha,chotha ma karna bhool gaya,panchwa muje nazar nahi aya,chhata paper ki pichli taraf tha ma ne dekha he nahi.

Baap gussay main bola:Aur doosra?

Baita:Bus sirf wohi galat huwa hai! :-)
  

May, 19 2010     307 chars (2 sms)     2546 views       Funny

more Funny SMS Messages

''1 Aadmi Apne Betay k liye Robot Laya jo Jhoot Bolnay per Thappar Maarta tha:

Beta: Papa Aaj mai School Nahi ja Raha meray Pait mai Dard hai
( Chattakh )

Baap: Dekha! Jhut bola, Jab Main Tumhary Jitna Tha To Kabhi Jhoot Nahi Bolta Tha.
( Chattakh )

Bivi: Jhoot to Bolay ga hi Aakhir Aapka hi Beta hai.
( Chattakh )''
Top 3 Universities Rule :

1: Be Quite In The Class Coz Others Are Sleeping
2: Don''t Forget To Carry Books It Works As Pillow
3-Keep The Campus Clean , So Be Absent
''Kajol is a terrorist and she used
shahrukh khan in 9\11 blasts!
Jimmy sher gill is his originall lover!
Now enjoy the movie "My name is Khan" :p :-D''
''KaSH Hum Aap ka MobiLe Number Hote

Har Waqt Aap ko Yaad To Hote

Shayad Kabhi Aap Humain BadaL Detay

Magar

Humse Bicharnay Ki Khabar To Sab ko Detay''
Ak pathan Techer class ma prha rha tha to ak bachey ki jaheb ma NASWAAR nazer agye Teacher ne gussey se Kha Yeh kya h Bachey na kha yeh naswaar h ma abo k lye lee kar jaa rha to daer hu gye to ma ne kha school Agyo
Techer ne kya kuch nye huta
PAA SAWEE TAH MAAZA AWEE
Chlo khair h ma b daal leeta hu
If Any Fat Girl Cross U...

But Come Back 2 U At Listening Of Ur Whistle. . .


Th¡S Situation Iz Ca|LD. . . .

"GOLMAAL
RETURN"
NEWS ALERT !!

Koi Bhi
Kuch Bhi
Khaane Ko De

Mat Khana Plz



Idhr Udhr
Nigah Rakhna


Q
K











City Govrnmnt Ne
"Kutta Maar"
Muhim Shruu Kr Di Hy ;->
''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
Assalam-O-Alaikum, Moaziz Dost, Jaisa Ke Aap Sub Janty Hain Ke Mera Muqsad Koi Lambi Chori Taqreer Karna Nahi, Na Hi Me Koi Lambi Chori Kahani Sunany Ja Raha Hoon Kyunk Me Janta Hoon Ke Aaj Kal Waqt Kisi Ke Pas Nahi Hai, Na Hi Aap Ke Pas Lambi Bat Sunany Ka Waqt Hai Aur Na Hi Meray Pas Lambi Bat Sunany Ka, So Matlab Ki Bat Karty Hain,.....I MISs Y0..
Mujh se kya ghalti ho gai?

Then y r u avoiding me?

Atleast week mein ek dafa tou yad kr liya karo

Ur behaviour is really hurting Me

With Love

ur

BATH SOAP ;)

Akbar: Kal Maine Sapna Dekha
K Tum Gobar Me Gir Gaye Aur Mai

Shehad (Honey) Me!

Birbal: Ji Maharaj! Fir Mai Apko

Chatne Laga Aur Aap Mujhe.
"Think about yourself atleast once in your life time...







Otherwise you may miss the best comedy in this world.. " ;->