Gaalib ne apni mashooka ko date par bulaya, Wo late aayi to ye sher sunaya ''Falak pe sitaron ko neend aa rahi hai, Dusri ka time ho gaya aur tu ab aa rahi hai''
Aik Charsi Qabrestan Me Chars Pi Raha Tha
Police Aagai
To Charsi Ny Chars Chopa Diya
Police:Kia Kar Rahy Ho
Charsi: Kuch Nahi Apny Walid K Liye Dua Kar Raha Hon
Police:Ye To Kisi Bachy Ka Qabar Hai,
Charsi: Mera Walid Sahab Bachpan Me Mar Gaya Tha... ;->