Kon Kehta Hai Ke

Kon Kehta Hai Ke
Kon Kehta Hai Ke Pakistan Main Job Nahi Milti...

Yeh Lo Jhaaroo..
\\\\|////
\\\|///
\\|//
\|/
|
|

Aur Shandaar Career Ka Aaghaz Karo..!;>
  

May, 18 2010     153 chars (1 sms)     2449 views       Funny

more Funny SMS Messages

''MUNNA BHAI

abay sarkit
ye beta
agar bina daaton kay kutta katy to kya kerny ka

SARKIT

simple bhai
boly to
bina sui k 14 injection lagany ka...''
Dil se Jab Hum Tumhe Yaad Karte hain.

Aap Ka Sapno Main Hum Didar karte Hain.

Jab say Dekha Hai Aap Ko Qareeb Say.

Ab To Bas TOBA ASTAGHFAR Karte Hain.
Ager Duniya Ko Kuch Kar Ke Dekhna HAi Tu Sunooo Meri Baat ......
Hathi Ke Upar Ulta Khara Ho KAr Photo Khihwao ab Photo Ko Ulta KAr Ke Duniya Ko Dikhayooo... ;->


~ T r u t h ~

Of Every Ten (10)
Person
Who Talk About You
Nine (9) Will Say
Something Bad
&
The Tenth (10th) Will
Say Something Good In
A Bad Way ... ;->
''meri yaad aye: yaad karo.
Zyada aye : sms Karo.
Ussey zyada aye : phone karo
Ussey bhi zyada aye to millo
ager ussey bhi zyada aaye to ..
plz jhoot bolna band karo''
Rail ke dabbey mein ye qissaa huaa
ek bachchaa zor se rone lagaa

maa ne samajhaane kii koshish kii bahot
us ko bahalaane kii koshish kii bahot

thak ke aaKhir loriiyaan gaane lagii
bijaliyaan kaano par barasaane lagii

das minute tak loriiyaan jab vo gaa chukii
til-milaa kar bol uthaa ek aadmii..

"Behanjii, itnaa karam ab kiijiiye
loriyan bend kiijiiye or is bachche ko rone diijiiye!"
A Love Story

Lux & Rexona r lovers,lived in Safeguard 2000 apartment in Dettol street,
Lux's dad Capri & mama Palmolive fixed his marriage with Opal But Rexona's dad Lifebuoy & mama Camay decided Lux & Rexona's marriage in Dove registrar office.
Rexona's uncle Rin & aunty Pears signed as witness.
1 year later Rexona gave birth 2 twins
they named them Johnson & Johnson
Moral
Maine app koo saray soaps k naam yaad karwa diye hain,ab tu mou dho le yar..!
7 Saal pehlay meri grl
frnd kay saray bhai kam
peh jatay thay,


aj salay ghar mein
bethay ha,


Aur date marna
Impossible Ho gya ha.




JEENAY DO MUSHARAF
malika sherawat goes to skin specialist
and asks: "main nahatay waqt kia lagaaon?"









































































doc:"bathroom ki kundi"


FaRaz NoW AvAliBle iN eNGlIsh FlAvOur
Oh Faraz The Robber Took Out His Knife
.
.
.
.
.
.
.
.
And Asked For My LG KG 195
Ek khan zameen per lait kr phone kr raha tha.

Ek admi ne pucha yeh kia kr rahay ho.

Khan bola is me say awaaz aarahi plz try late kar./<
(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay chalay to Firoun peeche chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar kuch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, bachon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
Haaye Mard bechara jaye tu jaye kahan.