one woman to another: Apki sab say bari taqat kaya hay.?
she replied: Mera Husband..!
1st asked: Aur sab say bari kamzori.?
she replied: Tumhara Husband..
Ach''hon Se Bhi Ziada Tum Ach''he Ho.
Sach''chon Se Bhi Ziada Tum Sache Ho.
Maine Us Se Kaha Mujhe Tum Se Mohobat Hai.
Us Ne Kaha Sharm Karo Abhi Tum Bache Ho)~
Ladke Ka Baap:Hamara Beta Inta Achcha. Bada Ho Ya Chota Sabko Ek Nazar Se Dekhta Hai.
Ladki Ki Maa: Hamari Beti Itni Mehanti Hai Ki Sare Din Ek Tang Pe Khadi Rehti Hai....
Shadi Ho Gayi..
.
.
.
..
Shadi Ke Pata Chala Ki Ladke KANA Hai Aur Ladki LANGDI
I am sorry yaar, aaj tak maine tujhe avoid kiya,kai bar tujhse bat nahi ki,tujhse hath nahi milaya, Sorry yaar mujhe pata nahi tha ki “AIDS” chhune se nahi failta.