ek admi apni family

ek admi apni family
ek admi apni family doctors ke paas ja kar bola:

"doctor saab, bibi ke liye jukam ka, bete ke liye khansi ka, beti ke liye bookhar ka, mammi ke liye peeth dard ka, papa ke liye ghutno ka dard ka dawai likh dijiye"

doctor saab ne sab ka dawai likh kar phir woh admi se pusha, " baki sab log ghar mein thik thak hai na??
  

May, 18 2010     324 chars (3 sms)     2352 views       Funny

more Funny SMS Messages

1 Bacha Bench Pr Betha 1 k Bad 1 Toffee Kha Rha Tha.

1 Admi Ne Dekha Tu Bola: Jo Log Ziada Metha Khate Hen Un Ka Jaldi Intiqal Ho Jata He

Bacha: Mere Dada Ki Umr 106 Sal Thi.

Admi: Acha! Wo Metha Kam Khate Hon ge? Hai na.

Bacha: Nhi Wo Apne Kam Se Kam Rakhte The
A dirty msg

1 cockroach hotel gya aur waiter sai kaha

1 plate bulghum 1 fry nak or nuzla

1 glass vomating shake le aao

But hath safeguard se dho laina plz
Shuru

ALLAH ke naam se

JO bara rehm wala ha




main pana mangta hun us shetan se

jo


jo


jo


jo


mera sms perh raha ha
Shadi k Doosre Din Beti apni maa Se:

Aj meri Unse Laraei Ho gai,

Maa: Beta Shadi me Jhagry toh Hote Rehte hain.

Beti: Wo toh Thik hy Par Ab Lash ka kya kren?
Son:papa jab sab shadi kar ke pareshan hai tu shadi kyu kartay hai?
Papa: Beta aqal badam khanay
Se nahi Thokar kha ke aati hai:->
Aik jin aik sheikh ko chimar gaya..
3 din guzerne k bad wo jin khud hi aik aalim k pas gaya aur kaha
"mei teen dinan tun kuch nai khada menu bahar kaddo"
Teacher: Translate into Urdu.

"She is Kidding"


Pathan: Woh Bachay Day Rahi Hai.
Achon Se Zyada
Tum Achay Ho,

Sachon Se Zyada
Tum Sachay Ho,

Mene Kaha
Mujhe Tum Se Mohabbat Hai,

Wo Boli "PAPPU"

Sharm Karo
Abhi Tum Bachay Ho... =P ;-> o_O


"LUCKNOW" Me 2
Bachey Aapas Me Larr
Rahe Thy ...

1st Ne 2nd Se Kaha:
Dekhiye Janab ! Agr Aap
Humari Baat Nhi Mane''n
Gy Tou Hum Aap k
Walid-e-Mohtaram Ki Shan
Me Ghustakhana Kalmat
Pesh Kare''n Gy

2nd: Tou Hum Aap k
Rukhsar-e-Mubarak Pe
Aisa Tamaancha Baja
Laye''n Gy k Gaal Gulaab
Ki Patti Ki Trha Chamakne
Lagy Ga .. ;->
1 Paagal Aadmi Ne Doosre Paagal Aadmi Ko Fone Karke Kya Poocha . ..??







Socho Socho . . .










"Abe . .Tera Fone Number Kya Hai..??
Pakistan Ka Qaumi Phal
Sabr Ka Phal



Qaumi Libaas
Kala Coat



Qaumi Khel
Muzakarat



Qaumi Dua
Ya Allah Light Aa Jaye ... ;->
Who was d 1st indian cricktr 2 Bcum captain in his 1st mtch,
score 100 in d mtch & hit a 6 of d last ball 2 defeat england..?

GUESS!
.
.
.
AAMIR KHAN in LAGAAN... ;->