Santa: Oye, ladki dekh, kitni sohni hai.
Bata: Mujhe to uska naam bhi pata hai.
Santa: Kya naam hai.
Banta: Mein bank gaya tha, vahan yeh ek counter pe baithi thi, name plate pe likha tha: Chaalu Khata
Sardarji zebra crossing ke black & white patte par bar bar idhar-udhar chalte the, woh kya rahe honge....think............. "SALA YE PIANO BAJTA KYO NAHI"