Qiyamat Ki Nishaniyan.
1.Memon Badmashi Kary Ga.2.Sindhi Mehnat Karyga.
3.Muhajir Hukumat Karyga.4 Punjabi Ghairat Karyga.
5.Pathan Larki Say Piyar Karega
Wohi Sheikh sb k batay ne kaha abu meri shadi pe atish bazi bhi honi chahye.. Sheikh sb kehtey beta fiker na karo koi patkha thuss nai hoga .. jab barat le ker gaye to Sheikh sb sub se agay they orr mou se awazen nikal rahe they.. THA THA THA .. DUZZZ DUZZ DUZZ... Wah sheikh sb ..
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.