Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"
Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..