''1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
Phir Uski Behan Ka phone Aya,
Pathan Or B ziada Rone Laga
Logon Ne Pucha,kya hua?
Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
pathan ne Language centre me Admision lia
Or agle din us se kaha gya k koi
Acha sa English sentence sunao
Pathan:josh me bola!
I shall never die B4 my death ;->
1 cheetay ki beti ko kisi ne SMS kia I LOVE YOU Cheeta ghuse ma beti se kehta hy: jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->