Pandit ne ap k mobile k khndli dekh ker btaya he k ap k mobile pe kanjosi ki mdoshala madla rai he. turant 10 sms ki baali dai ta k shanti ho.
Dhanewad..
Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda