Chhor de awaam ko karna tang "ZARDARI"
.
.
.
.
.
warna "TALIBAN" ko de denge teri jaan ki supari.
.
.
.
.
.
.
tab he ja k kholey ga tu "DOUBLE SAWARI". . . ;->
DUA hai k teri duniya me koi ghum na ho,
DUA hai k teri muskan kabhi kam na ho,
Agar kabhi TERI palko me aansu aye,
DUA hai k us ki vajha HUM na hoon...
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->