--> Ek Pathan Mufafir ne kaha hai : " Mujay Samaj nahi aati Log Mahina mahina kaisay nahi nahatay , mujay tu 28 wain din kharish honi shoro ho jati hai " : D
''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''