Parhai karo
fail hone se mat daro
larkiyan chero
badnami se mat daro
her larki ko propose karo
Inkar se na daro
Kyunki
GEETA main likha
hai
karam karo
Phal ki chinta mat karo.......
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.
Aik park mein Mian Biwi lar rahe theyQareeb hi bench par kuch aawara larke bethe theyMian ne ghusse mein kaha "Dil karta hai tumhein kutton k agey dal doon"Larkon ki taraf se aawaz aai "Bhow. . Bhow Bhow. . ."