Hur karz dosti ka ada kaun kerey ga?
Hum na rahey tou dosti kaun kerey ga?
E khuda merey doston ko salamat rakhna
warna meri shaadi mein dance kaun kerey ga?
Teacher: biwi,begum,wife main kya faraq hy ? . . . . . . . . Pathan: Kuch khas nahi ye bhi ye bhi India , Baharat , Hindustan ki tarhan ek hi dushman ke 3 naam hain......!
Shohar: Tum Sunya Ki Bad-surat
Tareen Makhlooq Ho
Biwi: Aur Tum Dunya k Bad-tareen
Sharabi Ho ..
Shohar: Magar Main Tou Kal Se
Sharab Chorh Raha Hoon ... =P ;)