Aaj ki khas khas khabroon main khusamdeed.Aj ki taza khaber:Good morning and have a nice day.Aur ab tafseel:Aaj bhi sms ki baarish jaari rahe gi,call anay ka b imkan hai aur mis cals k badal b any ki tawaqa hai.Aaj poray din bar bar vibration k jhatkay lagtay rahain gay.Shukria.
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?