gum mein jeene me maza aata hai.
gareebo ke ghar bhi khudaa jata hai..
1 hum hai barish ki tarah sms karte hai
1 aapka sms sarkari nal k pani ki tarah aata hai
susti ki intiha,
Boy:papa aik glass paani de do
Papa:khud le lo
Boy:plz de do naa
Papa:Ab manga tou thappar maronga
Boy:Thappar marnay ao tou paani lete aana:-)
ROz naya kapde penkar meri rhe gurzar se gurzar jati ho
.
.
.
Wah wAh
.
.
.
ROz naya kapde penkar meri rhe gurzar se gurzar jati ho,
Meri jaan sach sach batao ye kapde kaha se churati ho.