yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->
Begum ney Chand raat ku ham sey kaha key lao
jesa hey ye dupatta os hi sath ka print
bazaar kiya gae key printon main khu gae
chehrey pe le ke aagae aik hath ka print :-D