Girl''s father: Mein nahi chahta ki meri beti apni puri zindagi 1 gadhey k saath guzarey...Boyfriend: Bas,esi liye mein ussey yahan se le janey ayia hon...;-)
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?