2 Larkian Apas Me Lar Rahi Thi To Pas Me Se 1 Charsi Guzra 1st Girl: Ye Charsi Tumhara Bf 2nd: Tumhara BF 1st: Tumhara 2nd: Tumhara ... 1st: Tumhara 2nd: Tumhara 1st: Tumhara 2nd: Tumhara Charsi: Ye Batao Mei Rukon Ya Jaon... =P
Log kehte hain
Pyar itna b mat karo
K
Girl friendsar pe swar ho jaye
Hum kehtey hain
K
Pyar itna karo
K
Girl friend ki friend bhi tumhre sath farar ho jaye.........
Sirf ik bar kehdo,
sirf ik bar kehdo,
plz ik bar kehdo,
abh intazar nahin hota,
abh sabar nahin hota,
keun nahin khatee ho tum......
ka aqqal bareee ka bhaeenss.