SMS Packages band hony per

SMS Packages band hony per
SMS Packages band hony per 4 log bohat khush hongay.

Socho Kon?

.
.
.
.
.

1. Faraz


2. Pathan


3. Sardar


4. Aap Samajh To Gaye Hongay. :-)
  

May, 13 2010     165 chars (2 sms)     3311 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pehle Ladkiya DUA Kar Ke Soti Theen

Taki Unhe DAR Na Lage!

Magar Aaj Kal MAKE-UP

Kar Ke Soti Hain

Taki Dusre Na DAR Jaye.
!!!... Dhamaka Offer ...!!!
Gutka, Man Poori, Paan Aur Ciggarate Istimal Karne Walon Ke Liye ""Man Poori Khao.. Naseeb Jagao Offer""

Bumper Prizes
1st Prize: Cancer
2nd Prize: Kidney Diease
3rd Prize: Lungs Disease

Iske Elawa Bee-Shumar Qeemti Beemariyan!!!

Yeh Scheme Mehdood Muddat Ke Liye Hai... Jaldi Kijiye!!! Kahin Govt. Band Na Laga Dey..
Jaldi Kijiye!!! Kahin Zindagi Lambi Na Hojai...

Har Gutke Ki Pudiya Par Mamooli Beemariyan Muft Haasil Karain

Kam Az Kam 2 Pudiyan Roozana Khane Wale Iss Scheme Main Shaamil Ho Sakte Hain...

Scheme Main Shaamil Hone Ke Liye... Aj Hi Qareebi Pan Ya Parchoon Ki Dukan Par Rabta Karain

Inaam Milne Ki Jaga: Qabristan

Mehman-e-Khusoosi: Malak-ul-Maut
Dil se Jab Hum Tumhe Yaad Karte hain.

Aap Ka Sapno Main Hum Didar karte Hain.

Jab say Dekha Hai Aap Ko Qareeb Say.

Ab To Bas TOBA ASTAGHFAR Karte Hain.
Boy: Me Tum Se Shadi Nhi Kr Skta
Is lye Ye Lo Apne Luv Letter
Aur Mjhe Mere Wapis Kerdo

Girl: [Badi c Basket Saamne Rakhte Huey]
Is Mein Se Jo Tmhare Hyn Nikaal Lo ... ;->
Doctor To A Kid:

Have You Ever Had
Trouble With
"Appendicitis" ?
Kid: Yes ... !
Doctor: When ... ?
Kid: When I Tried To
Spell It ... ;->
Apki medical report a gyi hai dekh len


~ ~



Ghabrane ki koi bat nhi ap k ander sirf 2 kerrey hain
Ek apko call nahi krne deta dosra sms
''Dekho yaar?




































































































kisi ne bilkul khali msg bheja he.''
FANTASTIC ONE ...!!!
.



Acha ! Ek Baat Tou Batao Plz Isko Mazak Mai Mat Taal Dena , Jawab Mazaq Ke Andaaz Mai Tou Ho Sakta Hai Yani Shugal Magar Gol Mol Jawab Nahi Chalye Ga Dekho Kuch
Baatain Zindagi Mai Bohat Imp Hoti Hain , Buhat Ziada Balkay Sav Se Ziada Kuch Aisi Imp Hai Yeh Baat Bhi Atleast For Me , Ager tumne Ghalat Bataya Ya Baat Ko Talnay ki
Try Ki Tu Acha Nahi Ho Ga .. Plz Sach Batao

TIME KIYA HUA HA :P
REPORTER: Laaluji, the poor women in bihar

dont have clothes to wear.

LAALU: U FOOL,tum FTV dekhe ho?

Rich women bhi cloth nahin pehanti hai.

Yeh fashionwa hai .
Professor to Students: "1 platform 2km lamba hy, Aandhi chal rahi hy 60km/h ki speed se, aur 1 train aai aur mashriq se maghrib ki taraf chali gayi. tou ab sawal yeh hy k meri umar kitni hy?"

Saaray Students hairaan ho kar aik doosre ki taraf dekhne lagay, 1 Student ne jawab dene k liye haath kharra kiaa.

Student: Sir apki umar 42 saal hy.

Professor: Good, lekin tum ne kese calculate kiaa?

Student: Sir humare ghar k pass 1 aadmi rehta hy, woh half mental hy aur uski umar 21 saal hy....
Sardar 2 friend: Guess how many
coins I have in my pocket?
Friend:If I guess right, u give me 1?
Sardar:Oji, I will give both of them


Heights Of Professional Respect..

A Begger Won 50 Lac Rs Lottery N He Took
Gold Utensil For Begging.