tanha dekh k mjhse faraz ne kaha.. apka doston ne apko bhula dya hoga... mene muskra k jawab diya.... wo beawafa nai tharki hain kisi larki ka number hath agaya hoga........
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
pathan to doctor : puuray jism main kaheen bhee ungli lagaon to bohat dard hota hai doctor suggested full body XRay When he checked XRay , he found frecture in his ungli
Sab se pehly 1 se 9 tak koi number apney Zahn main rak lain. Phir us main 5 ADD kar phir 2 se MULTIPLY karai phir us ko 10 divid kar dein jo ans aye us ko
Ek khali PAGE
pe lekh dain.
Phir us PAGE ka Jahaz bana k orayain. Aur Enjoy kerein :P