mubarak naam

mubarak naam
mubarak naam he tera
mubarak eid ho tuj ko
jise tu dekhna chahe
usi ki deed ho tuj ko
EiD MuBaRaK
  

Jun, 18 2010     102 chars (1 sms)     2418 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Muj Ko Chor Kar Janay Wale

Mera Dil Dokhanay Wale

Bin Bataye Tm Kahan Chalay Gaye Ho

Ab To Mere Khawabon Mein Bi Bus Tum He Atay Ho

Agar Tum Is Eid Pr Na Aye

To Mera Kia Banay Ga?

Main Kis Tarah Ye Eid Guzaron Ga?

.

.

.

Aye Mere Ghar Se Baghay Howe Qurbani K Pyare
Bakray Plz Wapis Aa Jao Naa…
chat per khare EID ka chand jab dekho.
is muke per ap mujhy yad karna.
jab kisi ko gale mil kar EID mubrk kaho.
is muke per mujhy yad karna. shani
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID
28 November ko Tum "Dil"
Mango HUM Denge,

Tum "Jigar" Mango
Wo Bhi Denge,

"Eyes" Mango
Wo Bhi Denge!

Q K

Us Din Humne

.

.
.

.

Cow Zibah Karni Hai. :-)
Happy Eid-ul-Azha.
IS KI BAATON MAIN USKI YAADON MAIN,
KAHIN MERA AKS BHI TO JHILMILATA HOGA,
LAKH MASROOF REHTA HOGA APNE KAMON MAIN,
WOH EID KA TEHWAAR TO MANATA HOGA.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.
The bunch of
*FLOWERS*
is being specially
delivered to you
&
Your family.
Just to say….

“EID MUBARAK”
((..))==/\====;
(") / ) ............?
".........yy''''*"yy''
Apun ne tere waste cow kharidi hai..
Ab EId per theli leke ghosht mangne
ki zaroorat nahi ...
samjhe...
A msg rec by gov of pak frm n unknwn num,

9-dec-08 Pakistan k liye boht bhayanak din hoga, jo sari dunia k liye ek khofnak misal ban jaega, hmare log pakistan k kone kone mei phel gaye hain, or apne ozaro k sath tayar hain, suraj tlu hote hi pakistan mei khoon ki nadia behengi, ek b
,
,
,
,
,
,
,
,
,
janwar nhi chorenge, sb ko qurban krdenge, ALLAHU AKBER
frm: ZKA (Zardari Kasai Association)

HAPPY EID in Adv. :p ;->
Eid Ka din hey aj to gallay mil lay zalim ... rasm-e-duniya b hey mouka b hey rastoor b hey
Like The Color Of Silver
In The Night Sky
The New Moon Rises
The Holy Month Has Past
The Fasting Is Over
Tomorrow Is The Great Feast Of
"Eid-ul-Fitr" (:
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK