Aap hmare dil me rhte hain,
Isliye hum apki itni kadar krte hain.
Koi hmse phle apko wish na kar de
Isliye 1 din phle he wish kar rahe hai
Happy EId MubaRak
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar.
Chand ki chandni, apno ka pyaar.
Har ghadi ho khushaal.
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!
"EID MUBARAK"
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.
Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day