Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
This day is for you to revel in joys and merry laughter.
Gather wishes and blessings like a cluster of flower.
May you be bestowed with treasures that will delight you beyond
measure.
Wish you a very happy EID.
EID MUBARAK
Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day
TUHFA DUAON KA TUMHAIN PUHANCHAY MERA,
SADA RAHAY TUMHARE GIRD KHUSHIYUN KA GHERA,
MISARRATAIN EID KI TUMHAIN MUBARAK HON,
TUMHARI ZEEST MAIN NA AYE KABHI GHUMON KA PHAIRA.
nazar ka chain dil ka soror hote hain.
kuch ase log jahan main zaror hote hain.
sada chamakta rahe in ki EID ka tehwar.
kareb reh k b jo hum se dor hote hain shani