Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manaeinge!