HAR DUKH HAR GHUM

HAR DUKH HAR GHUM
HAR DUKH HAR GHUM KO BHOOL JAYEN HUM
TUM JO AAO TO EID MANAYEN HUM
SAMBHAL RAKHAY HAIN LAFZON KAY MOTI
DAMANAY DIL PHAILAO TO BARSAYEN HUM
  

Jun, 18 2010     141 chars (1 sms)     2157 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Hope Love and Laugher, warmth, wishes,
joy and a bouquet of Eid wishes, jubilations,
become a part of your Eid and Your Life.
Have a Happy Eid Mubarak.
mai ne chaha k apko EID pe kuch pesh karoo.
jis mai tabinda sitaro ki chamak shamil ho.
jis mai guzre lamhat ki tasvere ho.
jis mai anjan jazeron ki mehak shamil ho
Pholon Ko Jis Trha Bhanwre Milte Hyn
Aao Is "EID" Pe Hum B Kahin Milte Hyn
Apni Is Chahat Ko
Pyar Bari Rafaqat Ko
Sachi Lagan Ka Rang Dete Hyn,
Dunia K Liye Apni Mohbat Ko Misal Krte Hyn
Rawani K Liye Jese Darya Samandar Me Khud Ko Pamal Krte Hyn
Phool Jese Gulshan Se Wafa Nibane Hr Bar Nikalte Hyn
Aao Is EID pe Hum B Kahin Milte Hyn ...
After Congrigational Eid Prayer,
Sentiment Reciprocated With Deep Sense Of Gratitude
And Manifestation.

Very Very Happy Eid To You And Your Family ...
As Allah waters HIS Creation,
May HE also sprinkle HIS wonderous blessings over you and your
beloved ones.(Aameen).**EID MUBARAK**
Oye Janwar

















Lay aye tum qurbani k liye...?
Aey Eid k Chaand !

Kyun krta hy tu hum ko pareshan?

Tujhy dekhny k liye bechain hyn Hum aur Mufti Muneeb-ur-Rehman

Tujhy dekh nahi paatey poorey Pakistan k Insan

Magar kahan se dhoond lete hyn tujhy Sarhad k kuch Pathan? =P ;)
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo''n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo''n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
Can I stay here in your inbox and wait till CHAND RAAT so that I will be 1st to Greet you and wish you Happy Eid Mubarak
Dis Is To Formally
Anounce
Dat I''ve Startd
Acepting Eid Gifts In
Cash, Cheques, Cakes
Flowers, Blnce Rechargs Etc..
To Avoid Long Queues
Plz Start Snding Nw
10x ... ;->
Close your eyes and imagine my smily face


my eyes


my nose


my lips


my hairs


ok DONE


Mubarak ho app ne Eid ka chand daikh lia 3 din pehley.. :)
Sawere Sawere ho Khushyo ka Mela

Na logo ki Parwah Na Dunya ka Jhamela

Panchiyo k Sangeet ho Or Mosam Albela

Mubarak ho Aapko EID ka Sawera! :)