" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK