Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.
1 Billi 1 Sheikh K Ghar Se Roti Hoi Nikli.
Kisi Ne Billi Se Ronay Ki Wajah Poochi,
Billi Ne Jawab Diya
"Ik Tey Menu Marya Utton Mera Choowa V Kho Laya..." ;->