Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.
Reporter zardari se.!
Ap ke chehre par har waqt muskarahat hoti hai,
iss ka raaz? Zardari..!
Mai pakistani awam pe huns raha hon,
k muje sadar kaise banaya? ;->