Jisko Jitni Sugar Chahiye Ho.

Jisko Jitni Sugar Chahiye Ho.
Jisko Jitni Sugar Chahiye Ho.

Woh Is Address Se Rs.25/- Per Kg k Hisaab Se Khareed Le.

.
.
.
.
.

Talib General Store,
G-10, Yaadgar Chamber,
Talpur Road Bombay, India. :-)
  

May, 13 2010     187 chars (2 sms)     3396 views       Funny

more Funny SMS Messages

purani khawat hai raat ko tenssion le ke nahi sona chiaye phir bhi log apni biwi ko sath le ke sote hain :D
Why Do Gals Act Like Idiots ????







Who Says They Are Acting?
Pee...peeeeeeep....



Pe-PeeeeeeeP...





PeeeeeeeeeeeP..






Pe-Pe-PeeeeeeeeeeeeP...










peeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeP....










Samne se hut jao... , SMS
aa raha hai mera..
Mere Dukho''n Ki Dhanak Main Rung Na Bhar

Mohabbat Aur Nafart Ki Jung Na Ker

Khushi Mere Ghum K Sung Na Ker


It Means

Pappu Yaar Tung Na Ker . . . ;->
Just Remeber,
No matter
how bad u are..
You r not totally useless..
You can alwayz be used as a bad eXample
Gadha Kitna Bekaar Janwar Hai . . .

Dunya Is Ko Naakara Samajhti Hai

IS Main Aqal Bhi Nahi Hoti



Magar Is Bechaarey Ki Himmat Dekho Har Sms Kitne Gaur Se Parhta Hai . . . :P
rona chahey rona paye dil kitna majboor hai,


jissey dikha k rona hai wo to boht hee door hai, issliye dil majboor hai
Buhut chahti hy mjhe pr iqrar nhi krti

wo pagal hy ya nadan
q izhar nhi krti

English me kehti hy I LOVE YOU
Urdu me kehti hy me tmse pyar nhi karti... ;->
''Heer : Main Tumhare Ishq Main Barbaad Ho Gayi, Ruswa Ho Gayi...


Raanjha : To Main Kon Sa
UBL mein Manager Lag Gaya Hoon...

IPL ne to 11 pakistani reject kiay they faraz !




sania ne to pura india reject kar dia

hahahahahahahahah:-D *GEO SHOAIB MALIK*
Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba


TUM SE ACHA TO KUTTA HAI..
PAppu..!


Kam Se Kam LARKI Palat Palat K DekhTi tu Hai...


k,


Kahin Aa To Nahi Raha... =P ;->