Sirf ik bar kehdo,
sirf ik bar kehdo,
plz ik bar kehdo,
abh intazar nahin hota,
abh sabar nahin hota,
keun nahin khatee ho tum......
ka aqqal bareee ka bhaeenss.
us ne kaha or dabao ,,,,,main dabaya ,,,
us ne kaha or dabao ,, main ne or dabaya ,,,
us ne kaha baniyan nikal do phir dabao
main ne phir dabaya ,,,
us ne kaha paint bhi nikal do phir dabao ,,,,
main ne phir dabaya dekha ho gya na suit case band :d
Tum Kehti Ho Mujhay.... Phoolon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Phool Khiltay Hain To Unhain Tehni Say Tor Dalti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Baarishoon Say Pyaar Hai...? Magar Jab Baarish Hoti Hai To Chuppti Phirti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Hawaoon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Hawa Chalti Hai Tu Khirkiyan Band Kar Leti Ho... Phir Us Waqt.... Main Khof Zada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum..... Mujh Se Kehti Ho Mujhay Tum Say Pyar Hai......
Be Careful!
aap ko kissi unknown number se aik sms aa sakta hai jis se aapki
mobile screen pe meri photo aa jaye gi.
please dekhay bina delete kar dain kyon kay pehlay he bahut se
log deewanay ho chukay hain
Mehrbaan kadardaan dekho
mere sms ka kamaal
ghanti bajegi bander nachega
mobile uthayega sms padega ab muskurayega
ab banda hoshiyari dikhayega
or msg forward karega