Only the open heart receives love,
only the open mind receives wisdom,
only the open hand receives gifts and
only the cute persons receive SMS from me!
Log kehte hain
Pyar itna b mat karo
K
Girl friendsar pe swar ho jaye
Hum kehtey hain
K
Pyar itna karo
K
Girl friend ki friend bhi tumhre sath farar ho jaye.........
All I wanted was sumone 2 care 4 me.
All I wanted was sumone who"d b there 4 me.
All I ever wanted was sumone who"d b true.
All I ever wanted was sum1 like u.
Ajj Halki Halki Barish hai Ajj Sard Hawa ka Raqs bhi hai.. Ajj Phol bhi Nikhry hain Ajj un main tera Aks bhi hai Ajj Badal Kally Gahry hain Ajj chand pe lakhon pahry hain Khush tukre tare yadoon k Bari dair say dil main thary hain Ajj Yadain uljhi uljhi hain Ajj taar yeh dil k sulge hain Ajj yaad bohat tum aye ho...
Ek bar karo na plz..
kisi ko pata nahi chalega..
plz karo naaa........
muje acha lage ga...
ek bar hamari dosti ki khatri
kar do na plzz...
ek pyara sa SMS!!!
us ne kaha or dabao ,,,,,main dabaya ,,,
us ne kaha or dabao ,, main ne or dabaya ,,,
us ne kaha baniyan nikal do phir dabao
main ne phir dabaya ,,,
us ne kaha paint bhi nikal do phir dabao ,,,,
main ne phir dabaya dekha ho gya na suit case band :d
Dil kar raha hai keh....
aaj tumhein akeiley mein...
le ja kar...
apney hontoon se eik...
kis...
kis...
kis..
kiss...
kissa sunaon bili aur chohey ka........
Jab tanhai ka ehsaas na ho,
Na koi tumaray paas ho,
Na tum kisi k paas ho,
Na tum kisi ki nazar mein ho,
Na koi tumhari nazar mein ho,
to samjh lena ke app