Andhere me rasta banana mushkil hota hai.
Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai.
DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi,
Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Jab Waqt ne Zindagi se Hisaab maanga,
To humne socha kya Khoya or kya Paaya,
Khone ka to Hisaab na mila,
Yaad raha to bas itna ke Dost ap jaisa bhi payaa
What is a friend? She looks out for you, inspires you, laughs with you, cries with you, understands you, guides you and walks with you. That''s what a friend is…you.