Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon
Andhere me rasta banana mushkil hota hai.
Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai.
DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi,
Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Zarori nahi doston mein baat hoti rahy, Zarori nahi doston ki mulaqat hoti rahy, Zarori hai bus itna........ Dost jaha bhi rahy, Usy humrai dosti ki yaad aati rahy
yakin pe yakin dilate hain dost...
rah chalte ko bewkuf banate hain dost....
sharbat bool ker daru pilate hain dost.....
par kuch bhi kaho saalay....yaad aate hain dost......