kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...
Udaas bethe ho aise koi baat na ho...
shiqayat ho to maaf kerdena...
fursat main bethe ho humien yaad ker lena....
Tujhe chahne wale kum na hongein
waqt kay saath shayad hum na hongien
chahe kisi ko kitna bhi pyar dayna
lakin teri yaadon ke haqdar sirf hum hi hongein