Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
Dost Ban Kar Bhi Nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.
special word for friend
Do dosto k dimag bilkul railway k track ki tarah hote he,
jo kabhi mil nahi sakte,
lekin wo hamesha sath sath chalte hue dosti ki gadi ko apni manzil tak pahuchate he.