Apki dosti me khud ko mahfuz mante hai, Hum dosto me apko sabse aziz mante hai, apki dosti ke saye me zinda hai, Hum to apko khuda ka taabiz mante hai.
Jo chiz mang kar mile wo mannat hai,
Chaha kar mile wo chahat hai,
Pass ho to amanat hai,
Dil se mile wo rahemat hai,
Par tumare jaisa dost mile wo kismat hai.
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
rab se aap ki khushi mangtay hain,
duaao mein aap ki hansi mangtay hain,
sochtay hain kia mange aap se,
chalo aap ki umar bhar ki dosti mangtay hain...!