Aaj ek mukabla ho rha.
Mukablay main bohat say log hisa lay rhe hain.
Is ki entry fees koi bhi nhi hay.
Is main hr ek kay liye dawate aam hay.
Jetnay walay ko 500 rupay milay gay.
Mukabla yeah hay kay kon is number pr
03216307893
Ziada easy load krwata hay.
Best of luck... =P ;->
Ek Sheikh Ki Beti Ka Operation Hua
Doctor Ne Kaha Pathri Nikli Hai
Sheikh Bola Lao Mujhay Do
Doctor Ne Kaha Woh Kya Karo Gay
Sheikh Bola Itni Mehngi Mili Hai Bechoon Ga.
"sir! aap mere son ki shadi pe nahi aye,
bari shiddat se aap ka intezaar tha.
shadi bilkul be ronaq rahi aap ke baghair,
ham pe kuch to tars kha ke aa jatay.
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''