Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…
Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.