Aurat ko qudrat ne: Khoobsurat chehra diya, Hirni si aankhen di, Resham se bal, Gulab se hont, ...Pyar bhara dil diya aur phr... Zuban de kar sabh satyanaash kardiya
Is dIl ka kaha mano ek kaam kardo,
EK benaam si mohabbat mere naam kerdo
Meri zaat pe faqat itna ehsaan kerdo,
GHar se nahaker niklo, poray ilaaqay ko hairan kerdo
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo