Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
kya meri nak tedi hai. ankhen mendki jesi hai. surat se besharm lagta hoon, pagal hoon akal nahi mujhe... phir kise ne aisa kiyo kaha meri surat tumse milte hai.............?
Agar dantttooon k Doctor ko Daant mein dard ho to wo kahan jaye gha?
Arrey yaar Zahir hai k wo kissi doctor k pass to jaye gha naheen kyun k ussey achcha khasa experience hota hai, To reh ghaya mein to merey paass hee aaye gha na.
Subha shaam teri Yaad
aave hai,
Sari sari raat jagavey hai,
Karne ko to kar lu call
tujhe,
Per kambakhat customer service ki larki balance low
batavey hai,