1 murghamurghi ki

1 murghamurghi ki

1 Murgha-Murghi Ki
Love Story

Murgha: I Love You

Murghi: Tum Mere Liye
Kia Ker Sakte Ho ?

Murgha: Kuch Bhi !!

Murghi: Chalo Phir 1
Anda De k Dikhao ... ;->
  

May, 06 2010     176 chars (2 sms)     2569 views       Funny

more Funny SMS Messages



Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,

Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,

Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai,

Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar,
Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
As per research

A man speaks 25,000 words daily
&
A woman speaks 30,000

Problem starts when husband comes home
from office after consuming his 25,000 words
&
wife starts her 30,000..
What do dentists call their x-rays?
?
?
?
?
?
?
?

?
?

?
?
?
?
Tooth Pics.
''NaZron Mai Base Ho Zara DhiYaan rakHna

Apne Dost Ko Yun Hi Abaad RaKhna

Mujhe to Adat Hai Ap ko Yaad KarNe Ki

Agar HichKiyaan Ati Rahen to Hamen Muaaf Kerna''
''Mu se log milty hain
merey ikhlaq ki waja se

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hor meri koi "PHAKKI"
nai mashoor.''

Aaj Ki Dua:


Aye Allah!







Koi Ghalti Se Mere Number Per Balance Send Kar Day.

Sab Kaho Aameen. :-)
Napolean says " The Word " Impossible" is not in my dictionary "
Santa singh " Tay Vekh kay leni se na dictionary.
Yesterday whole night i was thinking about only U...
.
.
.
.
.
Today i was
thinking of V
.
.
2nite i wil definitely think about..
W,X,Y&Z...hehehe!!!
(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay chalay to Firoun peeche chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar kuch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, bachon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
Haaye Mard bechara jaye tu jaye kahan.
It is my fault:

Ye sab mere ghalti hai.

Me ne hi Michael Jackson ko SMS me likha tha k

"I Don''t Love You"

Muje kya pata tha k wo Bechara ye baat dil per he le jayega. :-)
*Some funny truth*
* shadi se pehle har aurat apne chehre se aadmi ka bheja kharab karti hai or shadi ke baad apni cooking se aadmi ka hazma.
*aurat apne future ki chinta jab tak karti hai jab tak ki shadi suda nahi hai,jabki aadmi apne future ki chinta shadi ke baad hi karta hai.
*aurat ko mard ke pichhe kabhi nahi bhagna chahiye,
kya pinjra bhi kabhi chuhe ke pichhe bhagta hai.
*hitlar ka kahna tha ki impossible kuch bhi nahi,
par mai kahta hu ki agar apme dum hai to ek hath me do tarbuj pakad ke dikhayiye.
*aurat ko kabu me rakhne ka ek hi tarika hai,
magar afsos ki wo tarika kisi mard ko nahi maloom.
*ramu ki biwi ko machchar aankh band kar ke katate hai kyuki wo bahut hi badsurat hai.
(Pak traffic police)

Motorcycle wala: Sir Meray papers to Complete hen!
Phir Chalaan Kyn?

Police: Beta Double Sawaari Khul gai he
or Tu Single
ja raha hai.