Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.
ik sardar footboll ki team khelny gay to apni taraf hi 4 goal ka diye logon ny pocha sardar sahib apni taraf hi q goal kar rahy ho sardar replied that.......wo mje kaRNy hi nai dete me kia karon