''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Machar ne jo katha to dil mein junoon tha,
Khujli itni huyi,
Dil bay sukun tha!
Pakda to chod diya ye soch kar..
Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.