Khaaksaar k
dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher main ye khadsha-o-andesha
mohtashi-o-moqaid hai, k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi,
k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir ko koi sms nahi kia hai . . . ;->
Woh PYAR hi kya, jisme JUDAAI na ho.......
Woh ISQH hi kya,jisme LADAAI na ho......
Woh DIL hi kya, jisme DARD na ho........
Aur woh MOBILE hi kya, jisme mera SMS na ho.....!!
1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->