nurse mubarak ho a

nurse mubarak ho a


Nurse : Mubarak Ho Apke Han Bacha Hua Hy
Kia Name Socha Hy

BAP:Nurse Ko Cherty Hue Ap Itni Sexy Aur
Beautiful Hen Ap Hi Koi Nam Bta Dein

NURSE : Is Ka Nam Kutte K Bacha Rakh Len.
  

May, 06 2010     191 chars (2 sms)     2725 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pathan:-

ALLAH tu mujhe
100 Rs
de ga to
50 Rs
teri rah main dounga


Raste main usko 50 Rs mile

Pathan Bola:-
ya ALLAH

itna bi bharosa nahi tha apney pehle hee kaat liye pasey
1 Nursery CLASS Ka Bacha Bola

Mam Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?

Mam- SO SWEET

BACHA Apni Side Ke Larke Se Bola-Dekha
Maine Kaha Tha Na
Line Marti Hai..

Agar basanti ki mausi thakur ko rakhi
bandhe to basnti & thakr ka kya rishta hua?




Kuch b nahi,kaam karo apna,Thakur k hath hi nahi the.

Santa: Tum guitar bahot acha bajate ho!
Me bahar khada sun raha tha
Banta: Mai kahan baja raha tha?
Mai to uske upar se dhul jhad raha tha
Ek pathan ne new car li
aur drive pe nekla thora agay gaya to toll plaza aya admi bola han khan g!!!


pathan bola full kar do:-D
Koi to hath utha kr MAANG raha hoga,
Koi sur sangeet RAAG raha hoga,
Yun to sms krnay ko or bhi hain,
Per hum ne socha is waqt 1 tu he Bewaqof JAAG rha hoga ;->
The Easiest Way


To Make Your


Old Car Run Better,


Is To Check


The Prices


0f New Car ... !!
Arz kiya hai......
Aap ki dosti humare dil mein yun bas gayi....







jaise...






jaise narrow darvaze mein cow fans gayi....wah wah!!!!
Teacher Punishing The
Student Coz He
Forgot His Home
Work
Teacher Asked : Who Is
Ur Father ??

Student Put Out Mirror
From His Pocket &
Give It To Teacher

Teacher- Oh I Forgot .. ;->
Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun
Jab se aapko dekha hai,

yaqin karo

Raat

Din

Subha

Sham

Sotay

Jagtay

Khaty

Petay

Uth'tay

BEth'tay

Aatay

jaatay

Meri to HANSI hi nhi rukti.
4 things bOys dO in exam hal:

1.counting nO Of gals 2.flirting w/ lady invigilator
3.reading d brand name Of pen
4.thinking''s 2stdy 4next exam-:-D