Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.
Agar Koi Yeh Chahay k Woh Dunia Main Sub Say Alug Nazar Aiay... Woh Jahan Bhi Jiay, To Loog Ussi Ki Taraf Daikhain To Ussay Chahiay k.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Apni Gardan Utarwa k Chala Phira Karay......