kismat kismat ki baat hai
aaj din to kal kali raat hai
kabhi dhoop to kabhi barsat hai
yeh message ka silsila yunhi chalta rahega jab tak free sms ka saath hai!
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.