''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''
Aaj Kal Neeche Ja Kr Sms Dekhna Aam Hogaya Hai
Is Liye Aap
Ko Neeche Dekhne Ki Zarurat Nahi Ok . . . ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aakhir Pakistani Hai Na Jis Kaam Ko Mana Karo
Wo Zarur Kare Ga . . . ;-
Ek bar ik ladke ka rishta nahi ho raha tha. Kisi ne kaha ki baba
Mannt Lal ke darshan kar aao. Maa aur beta dono chal diye. Parvat
par chadte waqt maa ka panv fisal gaya aur maa khai mein gir gayee
to ladka bola.
"" ya khuda teri khudai, apni te milli nahi bapu di vi gvai ".
Pathan Dozhk Se Nkla
Chupke Se Jannat Me
Ghuss Gya
Farishte Ne Pakar K
Bhtt Mara
Pathan Bola: Mt Maro
Hum Janati Hy, Dozhk
Me Srf Gul Khan Ko
Naswar Dene Gya Tha ;->
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''